Roman script

ishq ka jikar aasamano par, ishq ka naam sab zubano par

khel dil ka hai ye magar isme, khel jate hai log jaano par

mai jiski talash me nikla, mai jiski talash me nikla

mai jiski talash me nikla

talash me nikla, talash me nikla, talash me mai nikla

mai jiski talash me nikla, mai jiski talash me nikla

usko to maine dhundh liya, usko to maine dhundh liya

dhundh liya, dhundh liya, dhundh liya, dhundh liya

usko to maine dhundh liya, usko to maine dhundh liya

use dhundh ke mai khud kho gaya, kho gaya kho gaya

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ho gaya

mujhe ishk ho gaya ishk ho gaya

ishk ishk ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

mujhe ishk ho gaya ishk ishk

mujhe ishk ho gaya ishk ishk

kafir kaho to kahlo kahlo, kafir kaho to kahlo

majhab hai ishk mera mera, majhab hai ishk mera

kafir kaho to kahlo, majhab hai ishk mera

kafir kaho to kahlo, majhab hai ishk mera

kuch bhi akhu juba se, matlab hai ishk mera

matlab hai ishk mera, matlab hai ishk mera

na samjho dillagi hai, ke ye dil ki lagi hai

ye meri jaan legi, ye sab kuchh fuk degi

dhua uthane laga hai, ye dum ghutne laga hai

ke dil me haule haule, bhadak uthe hai shole

bhadak uthe hai shole, bhadak uthe hai shole

dekh rahi sari dunia dur khadi hairani se

dekh rahi sari dunia dur khadi hairani se

saat samunder haar gaye, dur khadi hairani se

saat samunder haar gaye, ye aag bujhi na pani se

ye aag bujhi na pani se, ye aag bujhi na pani se

ye aag bujhi na pani se

ye dil ki na we gali gali, ye dil ki na we gali gali

barsat baras kar chali gayi, barsat baras kar chali gayi

barsat baras kar chali gayi, barsat baras kar chali gayi

sawan bhi aa kar ro gaya, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

mujhe ishk ho gaya ishk ishk

mujhe ishk ho gaya ishk ishk

janaja uthega ya barat hogi, magar aaj unse mulakat hogi

janaja uthega ya barat hogi, magar aaj unse mulakat hogi

magar aaj unse mulakat hogi

bade jor ki pyar jagi hai dil me

bade jor ki pyar jagi hai dil me

bade jor ki aaj barsat hogi, bade jor ki aaj barsat hogi

kaha se aa raha hu kaha mai ja raha hu

muhje iski khabar kya, idhar kya hai udhar kya

mere chitchor se mai, batau jor se mai

jaha bhi jayega wo mujhe le jayega wo

jaha bhi jayega wo mujhe le jayega wo

bhul bhulaiya nain sajan ke, mujhko iski khabar nahi

bhul bhulaiya nain sajan ke, mujhko iski khabar nahi

jane ki to hai wapas, aane ki koi dagar nahi

jane ki to hai wapas, aane ki koi dagar nahi

aane ki koi dagar nahi, aane ki koi dagar nahi

aane ki koi dagar nahi

na surat uski aayi najar, na surat uski aayi najar

na uski koi aayi khabar, na uski koi aayi khabar

us prem gali me jo gaya, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

mujhe ishk ho gaya ishk ishk

mujhe ishk ho gaya ishk ishk

mujhe ishk ho gaya ishk ho gaya

ishk ishk ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

mujhe ishk ho gaya ishk ishk

mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk khuda hai ishk hi rab hai, ishk hi to dunia ka sabab hai

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk hai jadu ishk hai khusbu, ishk nahi to kya mai kya tu

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

nam hajaro ishk akela, ishk bina hai kaunsa mela

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk sayana ishk diwana, ishk ko samjhe kya ye jamana

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk ki bate har mahfil me, mandir masjid ek hi dil me

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

ishk ho gaya ishk ishk, mujhe ishk ho gaya ishk ishk

Explore this song