Roman script

mujhe dekh muskaye aur chal diye 
mujhe dekh muskaye aur chal diye 
mujhe dekh muskaye aur chal diye 
din bhar duty ke chakkar me pyar ka na koi pal diye 
mujhe dekh muskaye aur chal diye 
mujhe dekh muskaye aur chal diye 
din bhar duty ke chakkar me pyar ka na koi pal diye 
mujhe dekh muskaye aur chal diye 
halat hai meri kya jane ram ji 
kaise kahu tumse hai kitna kaam ji 
hay halat hai meri kya jane ram ji 
kaise kahu tumse hai kitna kaam ji 
mai teri sajan ho jaungi 
teri khatir mai mit jaungi 
mai teri sajan ho jaungi 
teri khatir mai mit jaungi 
abhi aaye sajan aur abhi kyu chal diye 
mujhe dekh muskaye aur chal diye 
ho mujhe dekh muskaye aur chal diye 
chahat me bahke hai mere kadam 
jid na karo tumko meri kasam 
chahat me bahke hai mere kadam 
jid na karo tumko meri kasam 
mujhe chuna nahi jal jaunga 
vada hai mera fir aaunga 
mujhe chuna nahi jal jaunga 
vada hai mera fir aaunga 
jadu kaisa mere rabba ispe kar diye 
mujhe dekh muskaye aur chal diye 
ho mujhe dekh muskaye aur chal diye 
din bhar duty ke chakkar me pyar ka na koi pal diye 
mujhe dekh muskaye aur chal diye 
mujhe dekh muskaye aur chal diye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Udit Narayan