Roman script

mujhe chhod ke kyu gaye

dil tod ke kyun chale

tu hai kaha abhi, tu hai kaha 

rahega magar tu jaha

rahega waha dil mera 

aur ik baar milenge kya hum 

bichda pyaar lautega kya

mujhe chhod ke kyu gaya

dil tod ke kyun chale

ek hi tohfa tune diya

wo bas wo bas teri yaad hai

ek hi yaad tune diya

wo sirf tera pyaar hai

mere dil ke kavyo me

wo hi pyaar nishani hai

badalo se jo kaha

wo hawa ne bhi suna

kya use mere dil ki dhadkan

tune kabhi jaana nahi

mujhe chhod ke kyu gaye

dil tod ke kyu chale

har raat ke sapno me

sirf ek ke saath thi

kal raat bhi sapne me

usi ke saath thi

wo roop tere jaisa tha

wo teri aawaz thi

wo khushboo me anubhuti me

saans mein shriinghar me

tu hi to meri

sandhya mein deepo me bhi

roshni ho gayi

mujhe chhod ke kyu gaye

dil tod ke kyu chale

tu hai kaha abhi, tu hai kaha

rahega magar tu jaha

rahega waha dil mera

aur ik baar milenge kya hum

bichda pyaar lautega kya

mujhe chhod ke kyu gaya

dil tod ke kyu chale

Explore this song