Roman script

raat jaagi hai is raat ko sone do

baate kyu chup hai 

in lafzo ko kuch kehne do

mujhe aazaad rehane do 

raat jaagi hai is raat ko sone do

baatein kyu chup hai 

in lafzo ko kuch kehne do

mujhe aazaad rehane do

ye jamin aasmaan o hai kinare

apne begane hai kyu dhundhe sahare

ye talash rehane do 

mujhe aazaad rehne do

raste badlane se 

log kaha badlate hai

shamma jale ya na jale 

ik lau mein sab jalte hai

ye shamma jalane do

mujhe aazad rehne do rehane do

rehane do rehane do rehane do

aazaad rehane do, rehane do

Explore this song