Roman script

mujhe aap ki yahan chaahat lekar aayi hain

sach maniye meri baato mein sacchai hain

maine aap se

shohrat ki manzil paayi hain

ab main kaha jaaunga

jab tak kahe gaunga

ho ab main kaha jaaunga

chura le gaya ye dil to mera

mujhko ye dekhne ka andaz apka

chura le gaya ye dil to mera

mujhko ye dekhne ka andaz apka

khwabo tale kho gaya hu

deewana main ho gaya hu

khwabo tale kho gaya hu

deewana main ho gaya hu

ab main kaha jaaunga

jab tak kahe gaaunga

ab main kaha jaaunga

jab tak kahe gaaunga

mujhe aap ki yahan chaahat lekar aayi hain

sach maniye meri baato mein sacchai hain

koi samne nazar ke rahe

to jhum ke gata jaa ye dil mera kahe

koi samne nazar ke rahe

to jhum ke gata jaa ye dil mera kahe

ye aap maane na maane

aaya hu nagme sunane

ye aap maane na maane

aaya hu nagme sunane

ab main kaha jaaunga

jab tak kahe gaunga

ab main kaha jaaunga

jab tak kahe gaunga

mujhe aap ki yahan chaahat lekar aayi hain

sach maniye meri baato mein sacchai hain

maine aap se

shohrat ki manzil paayi hain

ab main kaha jaaunga

jab tak kahe gaunga

mujhe aap ki yahan chaahat lekar aayi hain

sach maniye meri baato mein sacchai hain

Explore this song