Roman script

mujh mein tu tuhi tu basa

naino mein jaise khwab sa

jo tu na ho to pani pani naina

jo tu na ho to main bhi hunga main naa

tujhi se mujhe sab ataa aa ho o

mujh mein tu tuhi tu basa

naino mein jaise khwab sa

ishak aashiqui mein kuchh log chhantta hai

zakhm baant ta hai unhe dard baant ta hai

tod deta hai khwaab sare dekhte dekhte

kar de barbad saa

jo tu na ho to pani pani naina

jo tu na ho to main bhi hunga main naa

tujhi se mujhe sab ataa

mujh mein tu tuhi tu basa

naino mein jaise khwab sa

safar do kadam hai jise ishq log kehte

magar ishq wale sab safar mein hi rehte

khatm hota na umr bhar hi ishq ka raasta

hai ye behisab sa

jo tu na ho to pani pani naina

jo tu na ho to main bhi hunga main naa

tujhi se mujhe sab ataa

mujh mein tu tuhi tu basa

naino mein jaise khwab sa

Explore this song