Roman script

mujhko maaf karo, kuch insaaf karo 

mujhko maaf karo, kuch insaaf karo 

tumse puche bina, maine pyar kiya 

tumse puche bina, maine pyar kiya 

mujhko maaf karo, kuch insaaf karo 

tumse puche bina, maine pyar kiya 

han tumse puche bina, maine pyar kiya 

main diwana sahi, mujhko hosh nahi 

meri bhul to hai, par tera dosh bhi hai 

ho ha ha maine magar kab inkar kiya 

la la la la la la 

tumse puche bina, maine pyar kiya 

o la la la la la la 

hum manmeet bane, sur sangeet bane 

mithe pyar bhare, kitne geet bane 

ho in geeto ne, badaa bekarar kiya 

mujhko maaf karo, kuch insaaf karo 

tumse puche bina, maine pyar kiya 

o la la la la la la 

batein char hui, ek afsana bana 

jab se dekha tumhe, main diwana bana 

o ye dil naam tere, hai dildaar kiya 

mujhko maaf karo, kuch insaaf karo 

mujhko maaf karo, kuch insaaf karo 

tumse puche bina, maine pyar kiya

han tumse puche bina, maine pyar kiya  

la la la la la la la 

la la la la la la la 

la la la la la la la 

la la la la la la la

Explore this song