Roman script

mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye  

jaan bhi dunga tumhare liye, jaan bhi dunga tumhare liye  

bagavat ki hai tumhare liye, bagavat ki hai tumhare liye  

jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye

mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye  

khushiyo ki daphali bajaate rahenge 

khushiyo ki daphali bajaate rahenge  

saari umar yu hi gaate rahenge

saari umar yu hi gaate rahenge

ha saanso ki sargam yahi gungunaye 

saanso ki sargam yahi gungunaye  

tujhko kabhi naa koi gam sataye

ibaadat ki hai tumhare liye, ibaadat ki hai tumhare liye

jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye

mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye 

kashti hu main tu hai mera kinara

kashti hu main tu hai mera kinara  

mujhko to hai sirf tera sahara

mujhko to hai sirf tera sahara  

main chandrama tu meri roshani hai

main chandrama tu meri roshani hai 

mere liye jaaneman tu bani hai

hifazat ki hai tumhare liye, hifazat ki hai tumhare liye

jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye

mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye 

mujhko pata hai naa tujhko khabar hai

mujhko pata hai naa tujhko khabar hai

humko to har pal jamane ka darr hai 

humko to har pal jamane ka darr hai  

hum wo karenge hume jo hai karna 

hum wo karenge hume jo hai karna

humko jamane ki koi fikar naa

adavat ki hai tumhare liye, adavat ki hai tumhare liye

jaan bhi dunga tumhare liye, jaan bhi dunga tumhare liye

bagavat ki hai tumhare liye, bagavat ki hai tumhare liye  

jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye

mohabbat ki hai tumhare liye, bagavat ki hai tumhare liye

hifazat ki hai tumhare liye, ibaadat ki hai tumhare liye

Explore this song