Roman script

mubarak ho tumhe pyare mubarak din ka ye aana

tumhi kah do tumhe kya du bhala mai aaj najrana

najar karti hu dil apna na isko aaj thukrana

mubarak ho 

aaj meri har adaa me pyar ka andaj hai 

kya batau dil me mere kaun sa ek raaj hai 

sun le jara tujhpe hua sun le jara tujhpe hua 

dil ye diwana

mubarak ho tumhe pyare mubarak din ka ye aana

tumhi kah do tumhe kya du bhala mai aaj najrana

mubarak ho 

tumhi meri jindgi ke jagte arman ho 

mai tumhari kaun hu sajan khud hi tum pahchan lo 

tumhi meri jindgi ke jagte arman ho 

tumpe piya chhod diya tumpe piya chhod diya kisko apnana

mubarak ho tumhe pyare mubarak din ka ye aana

tumhi kah do tumhe kya du bhala mai aaj najrana

mubarak ho tumhe pyare mubarak din ka ye aana

najar karti hu dil apna na isko aaj thukrana

mubarak ho

Explore this song