Roman script

mubarak ho mohabbat gungunati hai

tumhara dil dhadakta hai

mujhe aawaj aati hai

mujhe aawaj aati hai

mubarak ho mubarak ho

mohabbat gungunati hai

tumhara dil dhadakta hai

mujhe aawaj aati hai

mujhe aawaj aati hai

mubarak ho mubarak ho

mohabbat gungunati hai

tumhara dil dhadakta hai

mujhe aawaj aati hai

mujhe aawaj aati hai

kahin jaaun juda hota

nahi dil teri mahfil se

nahi maalum kya rishta hai

is dil ka tere dil se

ye kya diwangi hai

pyar ka ye silsila kya hai

na nind aaye na chain aaye

mujhe aakhir hua kya hai

mujhe aakhir hua kya hai

kahin jaaun mohabbat dar pe tere khinch laati hai

tumhara dil dhadakta hai

mujhe aawaj aati hai

mujhe aawaj aati hai

bata jaane tamanna dekh kar

tujh ko main kidhar dekhun

mujhe bas tu najar aaye

jahan dekhun jidhar dekhun

tujhe main kyu nahi chumun

ki jaane jindagi tu hai

tujhe main kyu nahi puju 

ki jaane aashiki tu hai

haan jaane aashiki tu hai

hamari jindagi tere labo si geet gaati hai

tumhara dil dhadakta hai

mujhe aawaj aati hai

mujhe aawaj aati hai

mubarak ho mubarak ho

mohabbat gungunati hai

tumhara dil dhadakta hai

mujhe aawaj aati hai

mujhe aawaj aati hai

Explore this song