Roman script

mr huwa hai aisa haal kyun

dheemi dheemi hai aisi chaal kyun

mr huwa hai aisa haal kyun

dheemi dheemi hai aisi chaal kyun

lag rahe ho dard mein tum

yeh dawaa lete nahi ho kyun

wafa mein yahaan pe yaaron ki, huye apane bhi paraaye

ada se yahaan pe noto ki, kaise khud ko tu bachaaye

abhi toh uthe hai yeh kadam pyaare

milenge dhoke bhi raaho mein saare

hosh se tum kaam lena, yun bujha bujha baitha hai kyun

ae mr huwa hai aisa haal kyun

dheemi dheemi hai aisi chaal kyun

mr huwa hai aisa haal kyun

dheemi dheemi hai aisi chaal kyun

lag rahe ho dard mein tum

yeh dawaa lete nahi ho kyun

mr huwa hai aisa haal kyun

dheemi dheemi hai aisi chaal kyun

lag rahe ho dard mein tum

yeh dawaa lete nahi ho kyun

lete nahi ho kyun, lete nahi ho kyun

lete nahi ho kyun

sukrr maano bhi hai jaan baaki, abhi meherbaan hai saare

haseen raat hai yeh julfon ka, jaanu josh rakh baaki

aayegi chehare pe raunake saari

lagegi mushkile husn si pyaari

hum bhi hai yaar, naam tere 

haarega baaji bhala tu kyun

mr huwa hai aisa haal kyun

dheemi dheemi hai aisi chaal kyun

lag rahe ho dard mein tum

yeh dawaa lete nahi ho kyun

Explore this song