Roman script

le gayi le gayi

aaj mera dil rang bhari ye sham

jhum ke dekho ban gaya kaatil

ye mausam gulfaam

ye mausam gulfaam

le gayi le gayi

aaj mera dil rang bhari ye sham

jhum ke dekho ban gaya kaatil

ye mausam gulfaam

ye mausam gulfaam

moshi moshi are kaise ho ji

moshi moshi kaise ho ji

aankho me chhupi chhupi

bahka dil ki baate

palko pe saji saji sapno ki barate

haale dil kaho magar

phir ruk ruk si jaau

hotho pe dabi dabi rah jaye sab baate

ye tanhai hai ya mehfil

kya hai iska naam

ye chini tumse puchhe

baat me dore sa

le gayi le gayi

aaj mera dil rang bhari ye sham

jhum ke dekho ban gaya kaatil

ye mausam gulfaam

ye mausam gulfaam

moshi moshi kaise ho ji

moshi moshi kaise ho ji

gulshan me yaha waha titli bankar ghumu

masti me idhar udhar kali klai ko chumu

ji chahe yahi kahi phulo me so jaau

shabnam me juda juda nind khule to jhumu

mil gayi mujhko pyar ki manzil

pyar ki subaho sham

saayo nara chal de dil ke

sath me dore sa

le gayi le gayi

aaj mera dil rang bhari ye sham

jhum ke dekho ban gaya kaatil

ye mausam gulfaam

ye mausam gulfaam

moshi moshi are kaise ho ji

moshi moshi kaise ho ji

moshi moshi kaise ho ji

moshi moshi kaise ho ji

moshi moshi kaise ho ji

Explore this song