Roman script

mose kahi na jayegi tose suni na jayegi 
mose kahi na jayegi tose suni na jayegi 
mere gam ki dasta mere gam ki dasta 
karun kaise main baya tose suni na jayegi 
mere gam ki dasta mere gam ki dasta 
nagari nagari dware dware ek diwana ye hi pukare 
nagari nagari dware dware ek diwana ye hi pukare 
in do naino ke mare in do naino ke mare 
ye pyar ho sajan jaye kahan 
mere gam ki dasta
karun kaise main baya tose suni na jayegi 
main majbur mera dil majbur hai
tose main pyar karu itna kasur hai 
main majbur mera dil majbur hai
tose main pyar karu itna kasur hai 
tere dar ka jogi banke 
tere dar ka jogi banke 
meet mere ke ho sajan ho jaau kahan
mere gam ki dasta
karun kaise main baya tose suni na jayegi 
mose kahi na jayegi tose suni na jayegi 
mere gam ki dasta
karun kaise main baya tose suni na jayegi

Song details

Song video

Watch on YouTube