Roman script

mori chunar ke

mori chunar ke solha singaar

chunariya baalam ki

mori chunar ke solha singaar

chunariya baalam ki

laagi laagi karejwa katar

chunariya baalam ki

mori chunar ke solha singaar

chunariya baalam ki

laali laali chunar me laali laali bundiya

o laali bundiya o laali bundiya

ha laali laali chunar me laali laali bundiya

laage hai heere motiya

mohe ghure hai mohe ghure hai 

sajna hamar

chunariya baalam ki

laagi laagi karejwa katar

chunariya baalam ki

mori chunar ke

chunar pahan main to baago me gayi thi

ha gayi thi ha gayi thi

ha chunar pahan main to baago me gayi thi

maali ki laagi najariya ho

more tan man me ha more tan man me 

jhume bahar

chunariya baalam ki

laagi laagi karejwa katar

chunariya baalam ki

mori chunar ke solha singaar

chunariya baalam ki

Explore this song