Roman script

more saiyan bhaye kotwaal

bhaye kotwaal

ho more saiyan bhaye kotwaal

ab darr kaahe ka

ho more saiyan bhaye kotwaal

ab darr kaahe ka

wo karenge meri dekhbhaal

ab darr kaahe ka

ab main saari nagariya ki hun rani

main karun chaahe jitni bhi manmaani

kaun hai, kaun hai

kaun hai jo karega sawaal

ab darr kaahe ka

more saiyan, o more saiyan

more saiyan bhaye kotwaal

ab darr kaahe ka

kaam hunter ka lungi najariya se

muft saamaan lungi bajariya se

kaam hunter ka lungi najariya se

muft saamaan lungi bajariya se

jo bhi chaahun manga lungi thaane mein

kiski himmat kare der laane mein

raat din, raat din

raat din main karungi dhamaal

ab darr kaahe ka

more saiyan, o more saiyan

more saiyan bhaye kotwaal

ab darr kaahe ka

jo bhi aayega najraana laayega

phir bhi dekhungi to kaanp jaayega

jo bhi aayega najraana laayega

phir bhi dekhungi to kaanp jaayega

mere nakhre uthaayenge saawariya

ghumungi leke sarkaari motariya

main lutaaungi, main lutaaungi

main lutaaungi sarkaari maal

ab darr kaahe ka

more saiyan, more saiyan

more saiyan bhaye kotwaal

ab darr kaahe ka

wo karenge meri dekhbhaal

ab darr kaahe ka

ab main saari nagariya ki hun rani

main karun chaahe jitni bhi manmaani

kaun hai, kaun hai

kaun hai jo karega sawaal

ab darr kaahe ka

more saiyan, more saiyan

more saiyan bhaye kotwaal

ab darr kaahe ka

more saiyan bhaye kotwaal

bhaye kotwaal

Explore this song