Roman script

more ruthe balam ghar aa sajan ghar aa

garaj rahe badarwa more ruthe balam ghar aa

more ruthe balam ghar aa sajan ghar aa

garaj rahe badarwa more ruthe balam ghar aa

sajan ghar aa garaj rahe badarwa garaj rahe baras rahe

haye haye garaj rahe badarwa more ruthe balam ghar aa

kyu rakha tha dil mera ye kahkar ghadi ghadi

kyu rakha tha dil mera ye kahkar ghadi ghadi

aa jayenge aa jayenge aa jayenge jab sawan ki

pahli bund padi aa jayenge jab sawan ki

pahli bund padi ahsas kahe koi kya

kahe koi kya kahe koi kya garaj rahe baras rahe

haye haye garaj rahe badarwa

more ruthe balam ghar aa sajan ghar aa

garaj rahe badarwa more ruthe balam ghar aa

do din ki balma jawani yuhi kat jaye na

do din ki balma jawani yuhi kat jaye na

dukhi dil ki buri hai haye toh pe pad jaye na

dukhi dil ki buri hai haye toh pe pad jaye na

is haye se bach bach ja bach bach ja

garaj rahe baras rahe haye haye garaj rahe badarwa

more ruthe balam ghar sajan ghar aa

garaj rahe badarwa more ruthe balam ghar

sajan ghar aa garaj rahe badarwa garaj rahe baras rahe

haye haye garaj rahe badarwa more ruthe balam ghar aa

Explore this song