Roman script

more piya ki mai kara

more piya tainu ki mai kava

aankhein na meri soyi jane khuda

kab se hai dil me tu hi bepanah

more piya ki mai kara

more piya ki mai kara

ki mai kara more piya

diwangi ye teri hai kitani siddat bhari

jaise hoon jannat ki mai chhon mei

ho makhmal si bahein teri

mujhko yun chhunti huyi

jaise ho chandani ki gaaon mei

aankhein na meri soyi jane khuda

kab se hai dil mei tu hi bepanah

more piya more piya

ki mai kara ki mai kara

more piya more piya

ki mai kara ki mai kara

ki mai kava more piya

more piya ki mai kara

more piya tainu ki mai kava

more piya

Explore this song