Roman script

more angana me more angana me

more angana me more angana me

balma aye mai sharmai more angana 

more angana me

saiya more ganv ke raja mai hu ban ki rani

ha ha maihu ban ki rani

saiya more ganv ke raja mai hu ban ki rani

ha ha maihu ban ki rani

chupke chupke naina bole

chupke chupke naina bole

mitti mitti bani ha ha mitti mitti bani

rani madhuban ki bate yad hai

rani madhuban ki bate yad hai

raja sapno ki rate yad hai

raja sapno ki rate yad hai

khao meri kasam jao jao balam

khao meri kasam o jao jao balam

teri meri jo ye mulakat hai 

char naino ki ye barat hai

teri meri jo ye mulakat hai 

char naino ki ye barat hai

duniya meri ye muskai more 

angana ha ha more angana me

khevanhar khevanhar khevanhar khevanhar

le chal re nadiya ke paar

le chal re nadiya ke paar 

khevanhar khevanhar

le chal re nadiya ke paar

le chal re nadiya ke paar

dil ki kahani sunau mai bhi tere git gau

dil ki kahani sunau mai bhi tere git gau

gao gao gao gao

gao gao gao gao

jinki jawani unka zamana 

jinki jawani unka zamana

ham to hasino se hare jite hai unke sahare

ham to hasino se hare jite hai unke sahare

Explore this song