Roman script

morya re, bappa morya re

morya re, bappa morya re

morya re, bappa morya re

morya re, bappa morya re

ganpati bappa ganpati bappa 

o ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

uske man ka uske tan ka dukh tune sab dur kiya

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

ganpati bappa morya

ganpati bappa morya, mangal murti morya

shankar suman bhawani nandan, he gajwadan mahan

ridhi sidhi ke tum ho swami, tum sabke bhagwan

mangaldata budhi vidhata, aisa do vardan

karu vandana teri jab tak tan me rahe ye pran

karu vandana teri jab tak tan me rahe ye pran

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

hum hai bhawsagar ki lahre tum ho nirmal phul

humko nath shama kar dena ho jaye jo bhul

tujhko arpan karte hai hum shardha ke ye phul

hum tar jaye mil jaye jo charno ke ye dhul 

hum tar jaye mil jaye jo charno ke ye dhul 

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

ganpati bappa morya, mangal murti morya

niradhar ke is dharti pe tum hi ho aadhar

kabhi band na hua tumhari daya daan ka dwar

tumse hi to bhare huye hai gyan ke ye bhandar

hum kya sare dev tumhari karte jai jaikar

jai jaikar, jai jaikar, jai jaikar, jai jaikar

hum kya sare dev tumhari karte jai jaikar

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

uske man ka uske tan ka dukh tune sab dur kiya

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

ganpati bappa morya

jisne tera naam liya

ganpati bappa morya, mangal murti morya

bappa ganpati morya

Explore this song