Roman script

babul ki bagiya ki kali babul ki bagiya ki kali

mayke se sasural chali mayke se sasural chali

roye pyara bhaiya roye sari sakhiya

suni ho gayi prem gali suni ho gayi prem gali

mora banna dulhan leke aaya

ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya mora banna dulhan leke aaya

ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya bolo bolo bolo kuch muh se bolo 

kholo kholo kholo ye ghunghat kholo 

badi pyaasi hai hamri ye aankhiya sari ratiya

mora banna dulhan leke aaya ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya

bade raste se ban ban chale gauri bade raste se ban ban chale gauri 

more banne ko chhup chhup take gauri 

ho more banne ko chup chup take gauri 

badi pyaasi hai hamri ye aankhiya sari ratiya

mora banna dulhan leke aaya ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya

tere hisse me balma ka pyaar aaye 

tere hisse me balma ka pyaar aaye teri bagiya har dam bahaar aaye 

ho teri bagiya har dam bahaar aaye badi 

pyaasi hai hamri ye aankhiya sari ratiya

mora banna dulhan leke aaya ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya

bolo bolo bolo kuch muh se bolo

kholo kholo kholo ye ghunghat kholo 

nahi maane re maane sajna sataye mujhe kyo itna saari ratiya

nahi maane nahi maane re maane 

sajna sataye mujhe kyo itna saari ratiya

mohe baahon me bhar bhar lagaye chatiya

mohe baahon me bhar bhar lagaye chatiya

more jubna ko kya kya padaye batiyan sari ratiya

nahi maane re maane sajna sataye mujhe kyo itna saari ratiya

mora banna dulhan leke aaya ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya

nahi maane re maane sajna sataye mujhe kyo itna saari ratiya

mora banna dulhan leke aaya ke gaye mil sab sakhiya sari ratiya

Explore this song