Roman script
mohe lahnga laade makhmal ka mohe lahnga laade makhmal ka main ban than bajariyan ko jaun sajanva o lahnga laade makhmal ka o tohe makhmal ka lahnga main la dun uspe gota pinaj lagwa dun o tohe makhmal ka lahnga main la dun uspe gota pinaj lagwa dun ban than jab sath tore ghuman ko main jaun ban than jab sath tore ghuman ko main jaun dupatta le lun malmal ka hoye lahnga laade makhmal ka main ban than bajariyan ko jaun sajanva o lahnga laade makhmal ka choli la dun lahnga dun mathe ka jhumar banwa dun choli la dun lahnga dun mathe ka jhumar banwa dun bade saahab se tankha lekar chalenge hum bazaar bade saahab se tankha lekar chalenge hum bazaar bahana chhod kal kal ka hoye lahnga laade makhmal ka main ban than bajariyan ko jaun sajanva o lahnga laade makhmal ka ghumane ko tatu la dun odhne ko patu la dun khelne ko lattu la dun khabardaar ye gadbad mat kar chup chal jharokha nhi chhal bal ka hoye lahnga laade makhmal ka main ban than bajariyan ko jaun sajanva o lahnga laade makhmal ka
Song details
- Singer: Shamshad Begum
- Singer: Ram Kamlani
- Film / album: Maa Ka Pyar (1949)
- Composer: Govind Ram
- Lyricist: Ishwar Chandra Kapoor
- Actor: Sulochana Chatterjee
- Actor: Prem Adib
- Actor: Manorama
- Actor: Jeevan
Song video
singer: Shamshad Begum, Ram Kamlani