Roman script

mohe mohe kari kari badri daraaye gayi re 

mohe mohe kari kari badri daraaye gayi re 

mora jiya more piya dhadkaye gayi re 

mora jiya more piya dhadkaye gayi re 

mohe kari kari 

mohe mohe kari kari badri daraaye gayi re 

mohe kari kari 

main kahin hun balam tum kahin ho 

main kahin hun balam tum kahin ho 

ya tum aao ya hume bula lo 

ya tum aao ya hume bula lo 

ye jawani mori jaan khay gayi re

ye jawani mori jaan khay gayi re

mohe kari kari 

mohe mohe kari kari badri daraaye gayi re 

mohe kari kari 

kalam dwaat sasua ne chupa di

kalam dwaat sasua ne chupa di 

na jane kis baat ki chid thi   

na jane kis baat ki chid thi 

main to kajre se kaam

main to bidiya se kaam 

main to kajre se kaam

main to bidiya se kaam 

mohe kari kari 

mohe mohe kari kari badri daraaye gayi re 

mohe mohe kari kari badri daraaye gayi re

mora jiya more piya dhadkaye gayi re 

mora jiya more piya dhadkaye gayi re 

mohe kari kari

Explore this song