Roman script

mohe chand nazar na aaye

ho mohe chand nazar na aaye

badriya kaali re haye re 

badriya kaali sawan ki ren sataye 

umriya baali re haye umriya baali re 

mohe chand najar naa aaye 

ho mohe chand najar na aaye 

badriya kaali re haye re 

badriya kaali sawan ki ren sataye 

umriya baali re haye umriya baali re 

dil dhadak dhadak ke rukta jaye 

dil dhadak dhadak ke rukta jaye 

ho kya karta hai ye kuch samjh na aaye 

dar lage na koi rog ise lag jaye 

dar lage na koi rog ise lag jaye 

sawan ki ren sataye 

umriya baali re haye umriya baali re 

mohe chand najar naa aaye 

ho mohe chand najar na aaye 

badriya kaali re haye re 

badriya kaali sawan ki ren sataye 

umriya baali re haye umriya baali re 

ho hai in nainan mein jo sapne adhure 

ho aa kar le sajan wo aaj hi pure 

mere banke balam albele yahi man chahe

mere banke balam albele yahi man chahe

sawan ki ren sataye 

umriya baali re haye umriya baali re 

mohe chand najar naa aaye 

ho mohe chand najar na aaye 

badriya kaali re haye re 

badriya kaali sawan ki ren sataye 

umriya baali re haye umriya baali re

Explore this song