Roman script

mohe balam mohe balam

mohe balam mohe balam

kaahe sataye kaahe rijhaye

kaahe sataye kaahe rijhaye

naino ke panghat chhalak na jaye

naino ke panghat chhalak na jaye

mohe balam mohe balam

lakh bachaye gori chunariya

lakh bachaye gori chunariya

aisi uljhi unse najariya

aisi uljhi unse najariya

najariya najariya najariya

bindiya kajal bijuriya baadal

bindiya kajal bijuriya baadal

chan chan chanke bawari payal

chan chan chanke bawari payal

mohe balam mohe balam

kaahe sataye kaahe rijhaye

kaahe sataye kaahe rijhaye

naino ke paghat chhalak na jaye

naino ke paghat chhalak na jaye

mohe balam mohe balam

preet ki raina le gaye chaina

preet ki raina le gaye chaina

bairi tujhko bhi nind na aaye

bairi tujhko bhi nind na aaye

mohe balam mohe balam

kaahe sataye kaahe rijhaye

kaahe sataye kaahe rijhaye

naino ke panghat chhalak na jaye

naino ke panghat chhalak na jaye

mohe balam mohe balam

mohe balam mohe balam

Explore this song