Roman script

mohe apna bana lo saajan, mohe apna bana lo 

mere nanhe se naazuk man ki dekho batiyaan na taalo

sambhale na aaj piya jaane kyun mera jiya

gir gir main jaau haay tumne kya jaadu kiya

zara aa ke sambhalo saajan, zara aa ke sambhalo 

mohe apna bana lo saajan, mohe apna bana lo

baahon mein teri piya jhula main jhulu

tu mujhko na bhule na main tujhko bhulu

baaho mein teri piya jhula main jhulun

tu mujhko na bhule na main tujhko bhulu

ye kasam aaj kha lo sajan, ye kasam aaj kha lo 

mohe apna bana lo saajan, mohe apna bana lo

mere nanhe se naazuk man ki dekho batiyaan na taalo

mohe apna bana lo saajan, mohe apna bana lo

mohe apna bana lo saajan, mohe apna bana lo

Explore this song