Roman script

mohan pyare, ab aur saaj par ga re 
mohan pyare, ab aur saaj par ga re 
is murli me 
is murli me saat chhed re 
is murli me saat chhed re 
mere hriday me laakho 
chhed chhed me sau sau sur hain 
chhed chhed me sau sau sur hain 
chahe jis par ga re 
chahe jis par ga re 
ga re mohan pyaare 
ab aur saaj par ga re 
baans ki murli haath me lekar
jhum rahe ho kabse 
baans ki murli haatn me lekar 
jhum rahe ho kabse 
ek baar mere hriday ko lekar 
ek baat mere hriday ko lekar 
apne tan se laga re 
apne tan se laga re 
laga re mohan pyaare 
ab aur saaj par ga re 
mohan pyare

Song details

Song video

Watch on YouTube