Roman script

mohabbat ne badal di halate kuch is tarah dil ki 

manjil par pahuch ke bhi talash hamko hai manjil ki

kaha gam ne dil e nadan jara samjha karar aaya

huyi taqdeer ki uljhi huyi julfe sanwaar aaya 

magar dil ne kaha haskar mohabbat nam hai gam ka

ye daulat kya mili ke badh gayi betabiya dil ki

ye daulat kya mili ke badh gayi betabiya dil ki

mohabbat ne badal di halate kuch is tarah dil ki 

udhar is baat ka shikwa ke milne ko tadapte hai

idhar ye gam ke hasne se bhi aansu hi baraste hai 

ajab tufa hai logo mohabbat naam hai jiska

khabardar unko kar dete magar vo hai

Explore this song