Roman script

aashiqo se bas yahi ek iltiza hai meri

mohabbat na karna, mohabbat na karna

mohabbat na karna, mohabbat na karna

aashiqo se bas yahi ek iltiza hai meri

mohabbat na karna, mohabbat na karna

mohabbat na karna, mohabbat na karna

rabba mere rabba, duhaayi hai duhaayi

rabba mere rabba, duhaayi hai duhaayi

diwano ki kismat me likhi kyon judai

chaah ke bhi, ham mil na paaye

hoke juda, kahin mar na jaaye

meri tarah se dekho tum na aahe bharna

mohabbat, mohabbat na karna

mohabbat na karna, mohabbat na karna

na teri khata hai, na meri ye khata hai

na teri khata hai, na meri ye khata hai

kya hai majburi, hume to ye pata hai

aankhon me aansu, dil me hain duwaye

koyei sune na, apni sadaaye

chhup chhup ke mere jaise tum bhi na marna

mohabbat, mohabbat na karna

mohabbat na karna, mohabbat na karna

aashiqo se bas yahi ek iltiza hai meri

mohabbat na karna, mohabbat na karna

mohabbat na karna, mohabbat na karna

Explore this song