Roman script

mohabbat me teri tadapta kyu ye mera dil
phulo sa chehra hain patthar ka hain tera dil 
kaliyo ke badle me kaante mile
khushiyo ke badle me rusvaaiya
mohabbat me teri tadapta kyu ye mera dil
rishte sabhi kyu bhul ke naate sabhi kyu tod ke 
diwana main kyu ho gaya hu tere pyar me 
rishte sabhi kyu bhul ke naate sabhi kyu tod ke 
diwana main kyu ho gaya hu tere pyar me 
manjil ke badle me tufa mile hain 
amrit ke badle me vishdhar mile hain 
mohabbat me teri tadapta kyu ye mera dil
kaliyo ke badle me kaante mile
khushiyo ke badle me rusvaaiya
kya maine chaha tha aur kya mila hain mujhe
rishte sabhi kyu bhul ke naate sabhi kyu tod ke 
diwana main kyu ho gaya hu tere pyar me 
is naagin ki julfo me uljha hu jaise
jina mushkil hain marna bhi mushkil 
kya maine chaha tha aur kya mila hain mujhe

Song details

Song video

Watch on YouTube