Roman script

mohabbat me teri ae bewafa kuch to wafa hoti 

agar ti bewafa hota to kyu mujh par jafa hoti 

mohabbat me teri ae bewafa kuch to wafa hoti 

na kabhi bhul kar bhi moshik ulfat jamane se 

agar me janti is pyar ki itni saja hoti 

mohabbat me teri ae bewafa kuch to wafa hoti 

na yu barbad ho jati kabhi uthati jawani me 

jo us bedard ke julmo ki mujhe aasha na hoti 

mohabbat me teri ae bewafa kuch to wafa hoti

Explore this song