Roman script

mohabbat me duniya se ham naa darenge 

mohabbat me duniya se ham naa darenge

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge 

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge 

mohabbat me duniya se ham naa darenge 

mohabbat me duniya se ham naa darenge

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge

teri inn adao pe ham mar mite hai

ke tufan chahat ke dil me uthe hai

yeh dil ho gaya hai tumhara divana

kisi din hamari wafa aajmana

tumhare liye ham jiyenge marenge

tumhare liye ham jiyenge marenge 

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge 

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge 

mohabbat me duniya se ham naa darenge

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge

naa tum bat meri hansi me yeh talo

chalo kore kagaz pe hamse likha lo

badalte rahe rang chahe najare

magar ham hamesha rahenge tumhare

juda abb naa hongenaa aahe bharenge 

juda abb naa honge naa aahe bharenge

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge 

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge

mohabbat me duniya se ham naa darenge 

mohabbat me duniya se ham naa darenge 

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge 

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge 

mohabbat me duniya se ham naa darenge

mohabbat me duniya se ham naa darenge

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge

mohabbat jo ki hai wafa ham karenge

Explore this song