Roman script

jab kabhi samne vo 

mujhko najar aata hai

ajnabi ki tarah takra ke 

chala jata hai

dusro ke liye rakhta hai 

hansi hotho per

mujhse milta hai to 

chehra hi uthar jata hai

mohabbat ki usko duhai na de

mohabbat ki usko duhai na de

mohabbat ki usko duhai na de

mohabbat ki usko duhai na de

jise dil ki dhadkan sunayi na de

o jise dil ki dhadkan sunayi na de

mohabbat ki usko duhai na de

mujhe wo bulandi nahi chahiye

mujhe wo bulandi nahi chahiye

jaha aake kuch bhi dikhayi na de

o jaha aake kuch bhi dikhayi na de

mohabbat ki usko duhai na de

har ghadi sochta rahta hu

bhalayi teri

sun nahi sakta kisi se 

bhi burayi teri

sote sote kabhi uth jata hu

ro padta hu

mujhko is dar ja satati hai

judai teri

tadap siskiya bekali bebasi

tadap siskiya bekali bebasi

khuda maut de de judaai na de

khuda maut de de judaai na de

mohabbat ki usko duhai na de

sada uski jab se basi jehan me

sada uski jab se basi jehan me

mujhe koi aahat sunayi na de

mujhe koi aahat sunayi na de

mohabbat ki usko duhai na de

pyar se le ke mera nam pukara hota

tanj ka teer mere dil pe na mara hota

bewfai ne teri mujhko kahi ka na rakha

tu wafa karta to jine ka sahara hota

mohabbat ki tujhko kasam janeman

mohabbat ki tujhko kasam janeman

wafa ka sila bewafai na de

wafa ka sila bewafai na de

mohabbat ki usko duhai na de

mohabbat ki usko duhai na de

jise dil ki dhadkan sunayi na de

jise dil ki dhadkan sunayi na de

mohabbat ki usko duhai na de

Explore this song