Roman script

mohabbat karega to rota rahega

mohabbat karega to rota rahega

ye hota raha hain, ye hota rahega

mohabbat karega to rota rahega

tu hairaan hoga

tu hairaan hoga, pareshan hoga

na jeene ki hasrat, na armaan hoga

tu hairaan hoga, pareshan hoga

na jeene ki hasrat, na armaan hoga

tu ashqo se daaman bhigota rahega

mohabbat karega to rota rahega

ye hota raha hain, ye hota rahega

mohabbat karega to rota rahega

sambhal jaa thahar jaa

sambhal jaa thahar jaa, badal de ye rasta

hasino ne ab tak, diya saath kiska

sambhal jaa thahar jaa, badal de ye rasta

hasino ne ab tak, diya saath kiska

tu palko pe aansu pirota rahega

mohabbat karega to rota rahega

mohabbat karega to rota rahega

ye hota raha hain, ye hota rahega

mohabbat karega to rota rahega

mohabbat karega to rota rahega

Explore this song