Roman script

mohabbat ka nagma hai 

mohabbat ka nagma hai 

dilkash tarana, dilkash tarana, dilkash tarana

mohabbat ka nagma hai 

jise gaaye lekin na samjhe jamana

na samjhe jamana

mohabbat ka nagma hai

mohabbat ka khat dil lagana nahi hai

mohabbat ka khat dil lagana nahi hai

mohabbat do aasu bahana nahi hai

mohabbat hai geeto bhara wo fasana

jise gaye lekin na samjhe jamana

na samjhe jamana

mohabbat ka nagma hai

gulo se mohabbat to bulbul jataye

gulo se mohabbat to bulbul jataye

maja jab hai kato ko dil se lagaye

bada hi kathin hai mohabbat ka gana

jise gaye lekin na samjhe jamana

na samjhe jamana

mohabbat ka nagma hai

mohabbat ko samjha to parwana samjha

mohabbat ko samjha to parwana samjha

ke jalne ko ye jindagi pana samjha

ye nanhi si ja ga gayi wo tarana

jise gaye lekin na samjhe jamana

na samjhe jamana

mohabbat ka nagma hai

Explore this song