Roman script

mohabbat ka nagma juba par na aata

mohabbat ka nagma juba par na aata

agar tum na milte agar tum na milte 

mukaddar na jane kaha leke jata

mukaddar na jane kaha leke jata

agar tum na milte agar tum na milte 

mohabbat ka nagma juba par na aata

mera jajba aye dil mere kam aaya 

mujhse ye khushi hai tumhe maine paya

meri jindagi thi ek aawara badal

jise tumne jane bahara banaya

jise tumne jane bahara banaya

ummido ka gulshan na yu muskurata

ummido ka gulshan na yu muskurata

agar tum na milte agar tum na milte 

mukaddar na jane kaha leke jata

mukaddar na jane kaha leke jata

agar tum na milte agar tum na milte 

mohabbat ka nagma juba par na aata

tumhi se ye dil ki khushi maine payi

mohabbat bhi mujhko tumhi ne sikhayi

jaha jindagi thi mili mujhko rahe

tumhari tamanna waha leke aayi

tumhari tamanna waha leke aayi

mujhe kaun manjil ka rashta dikhata

mujhe kaun manjil ka rashta dikhata

agar tum na milte agar tum na milte 

mukaddar na jane kaha leke jata

mukaddar na jane kaha leke jata

agar tum na milte agar tum na milte 

mohabbat ka nagma juba par na aata

agar tum na milte agar tum na milte 

mohabbat ka nagma juba par na aata

Explore this song