Roman script

mohabbat ka maja paya maja paya maja paya

kabhi maine kabhi tune kabhi maine kabhi tune

jamane bhar ko tarsaya tarsaya ha tarsaya

kabhi maine kabhi tune kabhi maine kabhi tune

mere dil ke vark par tune jo paigam likha hai

bahut hi khubsurat isme tera naam likha hai

na thi aisi meri takdir is paigam se pehle

mera bhi nam ab ayega tere nam se pehle

ki shola dil ka bhadkaya bhadkaya ha bhadkaya

kabhi maine kabhi tune kabhi maine kabhi tune

hamare vaste baki nahi majburiya dil ki

jara si der me sab mit gayi hai duriya dil ki

naya ek mod hai ye apni chahat ki kahani ka

dilo ke saaj ne cheda hai ek nagma javani ka

ye nagma jhumkar gaya aji gaya ha gaya

kabhi maine kabhi tune kabhi maine kabhi tune

Explore this song