Roman script

mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi

juba tak bat jo aayi yakinan wo dua hogi

mohabbat ho gayi jinse 

gila kaise karu unse mai unki bewafai ka 

kiya karte hai jo dawa mohabbat me khudai ka

agar wo mujhse ruthe hai to meri hi khata hogi

juba tak bat jo aayi yakinan wo dua hogi

mohabbat ho gayi jinse 

mohabbat me jise aye dil sajaye maut mil jaye

wo marke bhi jamane me kabhi marne nahi paye

kaha aisi adalat hai kaha aisi sada hogi

mohabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi

juba tak bat jo aayi yakinan wo dua hogi

mohabbat ho gayi jinse

Explore this song