Roman script

mohabbat ho chuki ha  mohabbat ho chuki hai

ab dil jo kahega hum tum wo karenge

tum humpe marogi hum tumpe marenge

diwangi ka junun is kadar chha raha hai

mohabbat ho chuki hai mohabbat ho chuki hai

ab dil jo kahega hum tum wo karenge

tum humpe maroge hum tumpe marenge

diwangi ka junun is kadar chha raha hai

sanam ab din ya raat ho mohabbat ki hi baat ho

hamare darmaya hamare darmaya

jawa ho ab ye silsile

kahe humse ye fasle mita de duriya

mita de duriya

shararat ho chuki hai shararat ho chuki hai

ab dil jo kahega hum tum wo karenge

tum hampe maroge hum tumpe marenge

diwangi ka junun is kadar chha raha hai

chura lo hamse ab hame izazat dilbar hai tumhe

hame kuch ho raha hame kuch ho raha 

to aao mere paas tum sambhalo dil ko aaj tum 

kahi dil kho raha kahi dil kho raha

ye halat ho chuki hai ye halat ho chuki hai

ye halat ho chuki hai ye halat ho chuki hai

ab dil jo kahega hum tum wo karenge

tum hampe marogi hum tumpe marenge

diwangi ka junun is kadar chha raha hai

Explore this song