Roman script

ho kisi ne na pehchana, na pehchana na pehchana

jali jab shama mehfil me, jalaye kah ke parvana

mohabbat aisi hoti hai, mohabbat aisi hoti hai  

mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai  

mohabbat aisi hoti hai, mohabbat aisi hoti hai  

mohabbat isko kahte hai, mohabbat isko kahte hai 

zami kya aasma de du, wo dil mange to jaa de du  

wo dil mange to jaa de du  

ye jaa kya chiz hai dilbar,  tumhe dono jaha de du  

tumhe dono jaha de du 

haqitat aisi hoti hai, haqitat aisi hoti hai  

haqitat isko kahte hai, haqitat isko kahte hai 

mohabbat aisi hoti hai, mohabbat isko kahte hai

sitam kya ye bhi thoda hai,  lahu dil se nichoda hai 

lahu dil se nichoda hai, jise hum pasba samjhe

usi ne dil ko toda hai, usi ne dil ko toda hai    

kayamat aisi hoti hai, kayamat aisi hoti hai 

kayamat isko kahte hai, kayamat isko kahte hai 

mohabbat aisi hoti hai, mohabbat isko kahte hai

humari meharbani ko adao ki jawani ko  

adao ki jawani ko 

nazar bhar ke zara dekho humari naujawani ko

humari naujawani ko 

ki jannat aisi hoti hai, ki jannat aisi hoti hai 

ki jannat isko kahte hai, ki jannat isko kahte hai 

mohabbat aisi hoti hai, mohabbat isko kahte hai

mohabbat isko kahte hai

Explore this song