Roman script

mohabbat aag bhi hai mohabbat aag bhi hai 
soch samjh kar aankh milana
mohabbat aag bhi hai mohabbat aag bhi hai 
soch samjh kar aankh milana
he mohabbat aag bhi hai
in julfo se kaun bacha hai
aankho me tufan bicha hai tairne wale dub na jana
mohabbat aag bhi hai mohabbat aag bhi hai 
soch samjh kar aankh milana he mohabbat aag bhi hai
kadam kadam par jal biche hai
duniya me sayyad biche hai muskil hai ye dil bachana
mohabbat aag bhi hai mohabbat aag bhi hai 
soch samjh kar aankh milana
he mohabbat aag bhi hai mohabbat aag bhi hai 
soch samjh kar aankh milana

Song details

Song video

Watch on YouTube