Roman script

o o o sa nee sa o o o

more ghar aaye sajanwa more ghar aaye sajanwa

dal dal kuhke koyaliya dal dal kuhke koyaliya  

mann mayur nachen anganwa

more ghar aaye sajanwa more ghar aaye sajanwa  

ang ang chhalke madhu madira ang ang chalke o o o

ang ang chhalke madhu madira chede chedwa mandir nainwa 

chede chedwa mandir nainwa

jhum jhum dole re manwa

more ghar aaye sajanwa more ghar aaye sajanwa 

mitwa too kaha

bin mit mera dil suna bin prit mera dil suna 

bin mit mera dil suna bin prit mera dil suna

re mitwa too kaha too kaha

more ghar aaye sajanwa more ghar aaye sajanwa

na koyee humdam na humsafar na dilruba na koyee dilbar

na dilruba na koyee dilbar 

dhundh rahee hai meree najar dhundh rahee hai meree najar 

mil jaye kahee koyee mitwa

more ghar aaye sajanwa more ghar aaye sajanwa  

ho sapna dekhu har pal yahee

apna mujhko keh de koi apna mujhko keh de koyee 

aisa bhee din aaye kabhi aisa bhee din aaye kabhee  

mil jaye kahee koyee mitwa

more ghar aaye sajanwa more ghar aaye sajanwa 

dal dal kuhke koyaliya dal dal kuhke koyaliya

man mayur nachen anganwa

more ghar aaye sajanwa more ghar aaye sajanwa 

sajanwa aaja ghar aaja re mitwa aaja ghar aaja re mitwa

Explore this song