Roman script

janiye hiriye janiye hiriye

mere man ye bata de tu kis or chala hai tu

kya paya nahi tune kya dhund raha hai tu

jo hai ankahi, jo hai ansuni woh baat kya hai bata

mitwa kahe dhadkane tujhase kya

mitwa ye khudse to naa tu chhupa

mere man ye bata de tu kis or chala hai tu

kya paya nahi tune kya dhundh raha hai tu

jo hai ankahi jo hai ansuni wo baat kya hai bata

mitwa kahe dhadkane tujhase kya

mitwa ye khudse to naa tu chhupa

jivan dagar me, prem nagar me jivan dagar me, prem nagar me

aaya najar me jab se koi hai tu sochta hai tu puchhata hai 

jisaki kami thi kya ye wohi hai ha ye wohi hai, ha ye wohi hai

tu ek pyasa aur ye nadi hai kaahe nahi isko tu khulke bataye

jo hai ankahi jo hai ansuni woh baat kya hai bata

mitwa kahe dhadkane tujhase kya

mitwa ye khudse to naa tu chhupa

teri nigahe, pagayi raahe par tu ye soche jau naa jau

ye jindagi jo hai naachati to kyu bediyo me hai tere panv

prit ki dhun par naach le pagal udata agar hai udane de aanchal

kahe koi apne ko aise tarsaye 

jo hai ankahi jo hai ansuni woh baat kya hai bata

mitwa kahe dhadkane tujhase kya

mitwa ye khudse to naa tu chhupa

mere man ye bata de tu kis or chala hai tu

kya paya nahi tune kya dhund raha hai tu

Explore this song