Roman script

mitwa re, mere sajana re

hmm mitwa re, mere sajana re

o o chhota sa ghar hoga, sundar shehar hoga

milke banaaye aashiyaan

mitwa re waada raha, honge na hum tumse juda

ho o o o mitwa re, mere sajana re

ho o o o mitwa re, mere sajana re

ho o o o chhota sa ghar hoga, sundar shehar hoga

milake banaaye aashiyaan

mitwa re waada raha, honge na hum tumse juda

hamne tumse jo bhi kahaa hai

dil ne dil se waada kiya hai

hamne tumse jo bhi kahaa hai

dil ne dil se waada kiya hai  

kitna pyara ye silsila hai

ek pal mein simat aaye jaise ye dono jaha

mitwa re waada raha, honge na hum tumse juda

jab se hamne dil ki suni hai

dilpar par chhayi woh bekhudi hai

jab se hamne dil ki suni hai

dil par chhayi woh bekhudi hai 

dil ko dil se hi wasta hai

ek dil mein simat aaye jaise ye saara jaha

mitwa re waada raha, honge na hum tumse juda

Explore this song