Roman script

mithi mithi yaad teri dil tadpa gayi

mithi mithi yaad teri dil tadpa gayi

kali kali raat mere sapno pe cha gayi

dil tadpa gayi

mithi mithi yaad teri dil tadpa gayi

pyar banane wale kaisa ye pyar hai

dard hi dard hai kaato ka haar hai

kaato ka haar hai

unki judai mohe pagal bana gayi

dil tadpa gayi

mithi mithi yaad teri dil tadpa gayi

jeevan se lambi ho gayi virah ki raat re

aankho me meri dekho gum ki barsaat re

gum ki barsaat re

yaad jo aayi unki dil ko jala gayi

jiya tadpa gayi

Explore this song