Roman script

tum ik bar karlo pyar 
phir dekho maza mere yaar 
o har ik lamha lagta hai naya 
mitha mazedar 
shaam dhale aur shaam na ho 
kaam kare aur kaam na ho 
ghire huye uljhan se preshan ho tum 
o dil jani 
dhundho koi to mil hi jaye 
bina bataye dil le jaye 
use wahi apna lo 
apna hi samjh ke tum socho na 
haan tum bas karlo pyar 
haan mitha mazedar 
tum ik bar karlo pyar 
jaane jahan jane bahaar 
chhedo dil ke taar 
tum ik bar karlo pyar 
phir dekho maza mere yaar 
o har ik lamha lagta hai naya 
mitha mazedar 
prem bina jag suna hai 
main maina tu tuna hai 
do dil ek huye to 
ek hua jag sara 
tum kabhi socho na 
haan mitha mazedar
tum ik bar karlo pyar 
jaane jahan jane bahaar 
chhedo dil ke taar 
tum ik bar karlo pyar 
phir dekho maza mere yaar 
o har ik lamha lagta hai naya 
mitha mazedar 
mitha mazedar

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Salma Agha, Sabina Agha