Roman script

mit gaya aashiya khwab ne jo tha buna 

mit gaya aashiya khwab ne jo tha buna 

raushani hamko mili thi par kuhasa hi chuna

raushani hamko mili thi par kuhasa hi chuna

ya maula mere maula

muthi mein badal liye the chupke se wo bah gaya 

dhadkane ghup chup rahi honth hi kuchh kah gaya 

dhadkane ghup chup rahi honth hi kuchh kah gaya 

tuti sa kal sa wajah hai tuti sa kal sa wajah hai 

dard ka koi gunguna raushani hamko mili thi 

par kuhasa hi chuna ya maula mere maula

laharo mein duba gharaunda sahil par jo tha banaya 

raahe to chalti gayi paaw hi bas laut aaya 

raahe to chalti gayi paaw hi bas laut aaya 

aankho mein nind dubi aankho mein nind dubi 

ho gaya sab kuch fanna raushani hamko mili thi 

par kuhasa hi chuna ya maula mere maula

phool rakhne the jaha humne he kante bichaye

jisth chahyi jab khusi ki apne hisse gam he aaye

jisth chahyi jab khusi ki apne hisse gam he aaye

siyali huf mai chupane ko 

ae raat koi lori suna raushani hamko mili thi 

par kuhasa hi chuna ya maula mere maula

Explore this song