Roman script

milte milte sanam aaj apni kasam

bekhudi badh gayi, ho gaye hosh kam

iss mulakaat me baat hi baat me

muskura ke mujhe tune dekha ki bas

dil yeh khone laga, pyaar hone laga

dil yeh khone laga, pyaar hone laga

milte milte sanam aaj apni kasam

dil machalne ki aadat nahi thi

jab kisi se mohabbat nahi thi

dil ki dhadkan kahe paas aaja jara

tujhko dekha bahut fir bhi dil na bhara

paas aaja sanam

ho milte milte sanam aaj apni kasam

bekhudi badh gayi, ho gaye hosh kam

iss mulakaat me baat hi baat me

muskura ke mujhe tune dekha ki bas

dil yeh khone laga, pyaar hone laga

dil yeh khone laga, pyaar hone laga

milte milte sanam aaj apni kasam

kon itni mohabbat karega

iss tarah kaun tumpe marega

dil hi kya jan bhi abb lutayenge ham

hota hai pyaar kya yeh batayenge ham

yeh batayenge ham

ho milte milte sanam aaj apni kasam

bekhudi badh gayi, ho gaye hosh kam

iss mulakaat me baat hi baat me

muskura ke mujhe tune dekha ki bas

dil yeh khone laga, pyaar hone laga

dil yeh khone laga, pyaar hone laga

milte milte sanam aaj apni kasam

milte milte sanam aaj apni kasam

Explore this song