Roman script

milte hi aankhe dil hua diwana kisi ka 

milte hi aankhe dil hua diwana kisi ka 

afsana mera ban gaya afsana kisi ka 

afsana mera ban gaya afsana kisi ka

puchho na mahobbat ka asar 

haye na puchho haye na puchho 

puchho na mahobbat ka asar 

haye na puchho haye na puchho 

dam bhar me koi ho gaya parwana kisi ka 

dam bhar me koi ho gaya parwana kiai ka 

afsana mera ban gaya afsana kisi ka 

milte hi aankhe dil hua diwana kisi ka 

hanste hi na aa jaye kahi 

aankho me aansu aankho me aansu

hanste hi na aa jaye kahi 

aankho me aansu aankho me aansu

bharte hi chalak jaye na paimana kisi ka 

bharte hi chalak jaye na paimana kisi ka 

afsana mera ban gaya afsana kisi ka 

milte hi aankhe dil hua diwana kisi ka

Explore this song