Roman script

as you say sunshine, sunshine

kaha se dhundkar laate ho, tum ye sab prachin words

jaha se mai aaya hu, o toh aap yaha kya lene aaye hai

pyar, just it it, hamari dunia me pyar vyar nahi hota

to shayad aapko khali hath jana padega, you know

milo na milo mai milne aaunga, kaho na kaho kaho na kaho

o mai kehta jaunga, suno na suno suno na suno 

o mai to sunaunga dil kahta hai kya

mera dil yeh tumse kahe, koyi duri kab tak sahe

ye faasla kab tak rahe karib aao

milo na milo mai milne aaunga, kaho na kaho kaho na kaho

o mai kehta jaunga, suno na suno suno na suno 

o mai to sunaunga dil kahta hai kya

mera dil yeh tumse kahe, koyi duri kab tak sahe

ye faasla kab tak rahe karib aao

dekho na dekho meri inn aankho me, khawabo ki sau tasvire hai

jano na jano dono ke hatho me, yado ki kuch janjire hai

chalo na chalo raste bulate hai

chhupo na chhupo, chhupo na chhupo, tuhme dekhe jaate hai

maano na maano maano na maano, tumko manate hai mai aur meri wafa

mera dil ye tumse kahe, koyi duri kab tak sahe

ye fasla kab tak rahe karib aao

mano na mano tumko ye lagta hai, mai hu jana pehchana sa

bolo na bolo najaro se banta hai, dheere dheere afsana sa

koyi na koyi rasta niklana tha, kabhi na kabhi kabhi na kabhi

ghum ko phighalna tha, kahin na kahi kahin na kahi 

jo phul khilana tha, lo woh khil hi gaya

mera dil yeh tumase kahe, koyi duri kab tak sahe

ye faasla kab tak rahe kareeb aao

Explore this song