Roman script

milne ki tum koshish karna, wada kabhi na karna

wada to tut jata hai, wada to tut jata hai

jab bhi tera ji chahe, tu paas mere aa jana

mera pyar bas tere liye hai, tu na kabhi ghabarana

lekin sapno me milne ki, kabhi na koshish karna

sapna to tut jata hai, sapna to tut jata hai

hoti hai bedard bahot hai, is duniya ki rasme

mushkil kar deti hai nibhana, pyar wafa ki kasme

ho hoti hai bedard bahot hai, is duniya ki rasme

mushkil kar deti hai nibhana, pyar wafa ki kasme

shishe jaise arma lekar, raaho se na guzarna

shisha to tut jata hai, shisha to tut jata hai

shisha to tut jata hai, shisha to tut jata hai

milne ki tum koshish karna, wada kabhi na karna

milne ki tum koshish karna, wada kabhi na karna

wada to tut jata hai, wada to tut jata hai

wada to tut jata hai, wada to tut jata hai

Explore this song